[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mausam Aaya Hain Song Lyrics

Mausam aaya hain
Mausam aaya hain
Aaj deewane ka
Ang lag jaane ka
Tujhpe mar jaane ka
Kitna tadpaya hai
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

Ab aashiya bana ke
Tere dil mein rehna hain
Ab aashiya bana ke
Tere dil mein rehna hain
Duniya hume kya rokengi
Duniya se kehna hain
Duniya hume kya rokengi
Duniya se kehna hain
Sajan mann bhaya hain
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

Jisne mere din raato ko
Gulzar kar diya
Jisne mere din raato ko
Gulzar kar diya
Jisne mera baharo se
Singar kar diya
Jisne mera baharo se
Singar kar diya
Wo tera saya hain
Wo tera saya hain
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain

Humne to sidha sada
Bas ek kaam kiya hain
Humne to sidha sada
Bas ek kaam kiya hain
Mehboob tera rab se
Pehle naam liya hain
Mehboob tera rab se
Pehle naam liya hain
Ishq rang laya hain
Mausam aaya hain
Husn deewane ka
Mausam aaya hain
Ang lag jaane ka
Mausam aaya hain
Tujhpe mar jaane ka
Mausam aaya hain
Mausam aaya hain.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Ek Number Ka Chor (Year - 1990)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]