[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Achha Hai Tera Song Lyrics

Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya

Husn tera jo bhi dekhe
Jo bhi dekhe ho deewana tera
Ho deewana
Dil chura ke dil se khele
Di se khele ye adaye teri
Janejana
Dil ke bahane tu ye jaan le le
Tauba bahana tera

Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Yaaro se wada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya

Tu kya jane pyar kya hai
Pyar tere liye to hai
Yaha ek dikhawa
Jaan ke bhi ye na jane
Ye na jane husn to hai
Tera ek chhalava
Pyar mein sau sau yaar badalna
Kissa purana tera
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya
Ye deewane ye kya jane
Ye deewane kya jane
Main to janu tu to jane
Tera irada hai kya
Achha hai tera nishana to kya
Har dil hai tera deewana to kya


Tags : Achha Hai Tera song lyrics, hindi songs lyrics, Achha Hai Tera lyrics from movie Khara Khota (1981), Achha Hai Tera hindi lyrics

Achha Hai Tera Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Khara Khota (Year - 1981)
Singers : Kanchan
Song Lyricists : Anjaan
Music Composer : Babla Mehta
Music Director : Babla Mehta
Director : B.R. Ishara
Music Label : Music India Limited
Starring : Raj Kiran, Sarika, Purnima Razi, Bharat Bhushan


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]