[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mausam Ki Sargam Ko Song Lyrics

Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Har sur pe dil yu dhadke
Ki sawan mein agan yeh
Bhadke sun kar yeh sada
Aise aaj do khamoshi bol uthe
Palke bhi jaye jal barse bina ghata
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Too bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….

Phir ek din le jayega
Ghunghta tera
Uthayega koyi rajkumar
Phir ek din le jayega
Ghunghta teraa
Uthayega koyi rajkumar
Phir yeh rup rang
Ban jayega chaman
Hoga ang ang ek
Masti bhari bahar
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….
Mausam ki sargam ko
Sun kya ga raha hai sama
Tu bhi ga mere
Sang gaye sara jahan
Gaye ja, gaye ja, gaye ja…….


Tags : Mausam Ki Sargam Ko song lyrics, hindi songs lyrics, Mausam Ki Sargam Ko lyrics from movie Khamoshi: The Musical (1996), Mausam Ki Sargam Ko hindi lyrics

Mausam Ki Sargam Ko Song Youtube Video



Mausam Ki Sargam Ko DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Khamoshi: The Musical (Year - 1996)
Singers : Kavita Krishnamurthy, Shrraddha Pandit
Song Lyricists : Majrooh Sultanpuri
Music Composer : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director : Sanjay Leela Bhansali
Music Label : Universal Music
Starring : Salman Khan, Manisha Koirala, Nana Patekar, Seema Biswas, Helen, Raghuvir Yadav


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]