[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Haay Is Pyar Ne Deewana Song Lyrics

Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne
Mujhko in bholi adaao ne
Mujhko in bholi adaao ne
Mastana bana rakha hai mastana
Haay is pyar ne

Raat din chain mujhe lene
Nahi deti hai haa nahi deti hai
Raat din chain mujhe lene
Nahi deti hai haa nahi deti hai
Dil mein armaano ne
Dil mein armaano ne
Ek bojh utha rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne

Teri mast nighao ke main
Teri mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Teri mast nighao ke main
Kurbaan jaau haa haa kurbaan jaau
Is me dilnashi is me dilnashi
Dilbar chhupa rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne

Teri marzi hai teri marzi hai
Duaa de ya daga kar mujh se
Ha daga kar mujh se
Teri marzi hai teri marzi hai
Duaa de ya daga kar mujh se
Ha daga kar mujh se
Maine to dil se tujhe
Maine to dil se tujhe
Apna ban rakha hai
Ha apna ban rakha hai apna
Haay is pyar ne haay is pyar ne
Haay is pyar ne
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai
Deewana bana rakha hai deewana
Haay is pyar ne


Tags : Haay Is Pyar Ne Deewana song lyrics, hindi songs lyrics, Haay Is Pyar Ne Deewana lyrics from movie Kashmir Ki Kali (1946), Haay Is Pyar Ne Deewana hindi lyrics

Haay Is Pyar Ne Deewana Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Kashmir Ki Kali (Year - 1946)
Song Lyricists : A. Karim
Director : Jagannath Dhar
Music Label : Young India Records
Starring : Master Vithal, Kavita Devi, V Pahelwan, Mehrunnisa, P Varne, Gouri Shankar


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]