Duniya Ne Kaha Song Lyrics

Duniya ne kaha vahshi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Is dil mein mohabbat par
Is dil mein mohabbat par
Kya kya na sada payi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai

Wo husn paresha sa
Wo ishq pasewa sa
Wo husn paresha sa
Wo ishq pasewa sa
Kya kya hume yaad aaya
Kya kya hume yaad aaya
Jab yaad teri aayi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai

Hai ashk bas itni hai
Ruh dag mohabbat ki
Hai ashk bas itni hai
Ruh dag mohabbat ki
Agaz hai bechaini
Agaz hai bechaini
Anjam hai ruswai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Is dil mein mohabbat par
Is dil mein mohabbat par
Kya kya na sada payi
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai
Duniya ne kaha vahshi
Tum ne kaha saudai.


Tags : Duniya Ne Kaha song lyrics, hindi songs lyrics, Duniya Ne Kaha lyrics from movie Kala Samundar (1962), Duniya Ne Kaha hindi lyrics

Duniya Ne Kaha Song Youtube VideoHide Comments
Show Comments
Movie/Album : Kala Samundar (Year - 1962)
Singers : Asha Bhosle
Song Lyricists : Ram Prakash Ashq
Music Composer : Datta Naik
Music Director : Datta Naik
Music Label : Saregama
Starring : Jairaj, Chitra, Maruti, Hiralal, Tun Tun, Radhika