[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Song Lyrics

Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman

Hum kitne nadan the
Na tujhsa jana na tu jana
Patthar ke dhokhe me rahi
Hire ko na pehchana
Hum kitne nadan the
Na tujhsa jana na tu jana
Patthar ke dhokhe me rahi
Hire ko na pehchana
Ye to dil ko dil ke har arman se
Ye to dil ko dil ke har arman se
Pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai

Aandhi me vishvas ka dipak
Humne jalte dekh liya
Aandhi me vishvas ka dipak
Humne jalte dekh liya
Pyar ki shabnam se humne
Patthar ko pighalte dekh liya
Hume ye kala aadmi oo ho
Hume ye kala aadmi
Insan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai

Kal tak humko khabar nahi thi
Kya hai dharam aur kya imaan
Kal tak mere man ke andar
Jag raha thi ek saitan
Aj koi ye humse puchhe
Ishwar ki hai kya pehchan
Leke tera naam kahe hum
Shayad aisa ho bhagwan
Kabhi kabhi insan to
Khud bhagwan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai
Aaj hume ek jaan ka dushman
Jaan se pyara lagta hai
Jaan to kya hai ye kaafir
Imaan se pyara lagta hai


Tags : Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman song lyrics, hindi songs lyrics, Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman lyrics from movie Kaala Aadmi (1978), Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman hindi lyrics

Aaj Hume Ek Jaan Ka Dushman Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Kaala Aadmi (Year - 1978)
Singers : Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)
Song Lyricists : Verma Malik
Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director : Ramesh Lakhanpal
Music Label : Saregama
Starring : Sunil Dutt, Saira Banu, Pran, Ranjeet, Satyendra Kapoor, Anwar Hussain Sonia Sahni, Helen, Jayshree T., Aarti, Urmila Bhatt, V. Gopal, Alankar Joshi, Parikshat Sahni, Zaheera


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]