[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Has Kar Shararat Song Lyrics

Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Ghayal jigar pe mere
Palko ki tuti suyi
Kuch aisa teer chhoda
Rehti hu khoyi khoyi
Champa ki daal hu main
Lekin hu chhui mui
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na

Aanchal sambhalu jo main
Sar se wo dhal na jaaye
Ulfat karar keh ke
Aankhon se chhalka jaaye
Usko chhupau kaise
Chehre se dhal na jaaye
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi
Has kar shararat karna na
Uf yeh qayamat karna na
Ui main to mar gayi jadu kar gayi
Tirchhi nazar teri dil mein utar gayi


Tags : Has Kar Shararat song lyrics, hindi songs lyrics, Has Kar Shararat lyrics from movie Jung Aur Aman (1968), Has Kar Shararat hindi lyrics

Has Kar Shararat Song Youtube Video



Has Kar Shararat DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jung Aur Aman (Year - 1968)
Singers : Krishna Kalle
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : G.S. Kohli
Music Director : G.S. Kohli
Director : Nanabhai Bhatt
Music Label : Saregama
Starring : Dara Singh Randhawa, Mumtaz, Jayant, Murad, Nadira, Rajan Haksar, Mohan Choti


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]