[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Rab Ka Shukrana Song Lyrics

Tu hai ab jo baahon
Mein qarar hai
Rab ka shukrana
Saanson mein hai
Nasha khumar hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma
Hai tu azaan hai
Rab ka shukrana
Rab ka shukrana

Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu
Aa main bikhru
Teri baahon mein
Tu mila toh sab mila
Ab kisi se kya gila
Tujhme simtu aa
Main bikhru
Teri baahon mein
Fanaa ho jaaun main
Tu hi ab duniya
Meri jahaan hai
Rab ka shukrana
Khwabon ki khayalon
Ki udaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai
Tu azaan hai
Rab ka shukrana

Sab se ho jaaun pare
Jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Sab se ho jaaun pare
Jo ishaara tu kare
Ab toh rehna hai tujhi mein
Gumshuda hoon main
Ho teri baahon mein
Jazbon ka toh
Naya bayaan hai
Rab ka shukrana
Naya rutba nayi shaan hai
Rab ka shukrana
Tu hi ab mera
Deen hai imaan hai
Rab ka shukrana
Mera kalma hai tu azaan hai
Tu rab ka shukrana


Tags : Rab Ka Shukrana song lyrics, hindi songs lyrics, Rab Ka Shukrana lyrics from movie Jannat 2 (2012), Rab Ka Shukrana hindi lyrics

Rab Ka Shukrana Song Youtube Video



Rab Ka Shukrana DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jannat 2 (Year - 2012)
Singers : Mohit Chauhan
Song Lyricists : Sayeed Quadri
Music Composer : Pritam Chakraborty
Music Director : Pritam Chakraborty
Director : Kunal Deshmukh
Music Label : Sony Music
Starring : Emraan Hashmi, Randeep Hooda, Prachi Desai, Esha Gupta, Imran Zahid


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]