[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Song Lyrics

Dil ko hai tum se aye aye aye
Dil ko tumse pyaar kyun un un
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun

Pehle milan ki chaaon mein,
Tumse tumhaare gaaon mein
Aankhen huyi thhin chaar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Pehle milan ki chaaon mein,
Tumse tumhaare gaaon mein
Aankhen huyi thhin char kyun
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun

Tumko nazar mein rakh liya
Dil mein jigar mein rakh liya
Tumko nazar mein rakh liya
Dil mein jigar mein rakh liya
Khud main hua shikaar kyun
Yeh na bata sakoonga main

Roop ki kuchh kami nahin
Duniya mein ek tumhi nahin
Roop ki kuch kami nahin
Duniya mein ik tumhi nahin
Par main tumhaari yaad mein
Rehta hoon bekaraar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Par main tumhaari yaad mein
Rehta hoon bekarar kyun
Yeh na bata sakoonga main
Yeh na bata sakoonga main
Dil ko hai tumse pyaar kyun
Pyaar kyun


Tags : Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun song lyrics, hindi songs lyrics, Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun lyrics from movie Jagmohan Sursagar NFS (1945), Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun hindi lyrics

Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun Song Youtube Video



Dil Ko Hai Tumse Pyaar Kyun DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jagmohan Sursagar NFS (Year - 1945)
Singers : Jagmohan Sursagar
Song Lyricists : Faiyyaz Hashmi
Music Composer : Kamal Dasgupta
Music Director : Kamal Dasgupta
Music Label : Saregama


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]