[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Song Lyrics

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Chaar din ki zindagi mein tu
Pyar ka tu le maja
Pyar bin mar mar ke jeena
Zindagi hain ya saja
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye
Ho suru ek naya safar
Aaja zara bas ho jaye

Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye
Zindgani se pyar kar
Aaja zara bas ho jaye

Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Is nashile jar mein na
Bebasi se kam le
Jaam to usko milega
Badhke jo bhi thaam le
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Kah rahi hain har ek nazar
Aaja zara bas ho jaye
Jaane jaan duniya se na darr
Aaja zara bas ho jaye


Tags : Jaane Jaan Duniya Se Na Darr song lyrics, hindi songs lyrics, Jaane Jaan Duniya Se Na Darr lyrics from movie Jaan-E-Jaan (1985), Jaane Jaan Duniya Se Na Darr hindi lyrics

Jaane Jaan Duniya Se Na Darr Song Youtube Video



Jaane Jaan Duniya Se Na Darr DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Jaan-E-Jaan (Year - 1985)
Singers : Kishore Kumar
Song Lyricists : Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Composer : Rahul Dev Burman
Music Director : Rahul Dev Burman
Starring : Randhir Kapoor, Neetu Singh, Bindu, Ranjit


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]