[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Aata Hai Mujhko Yaad Song Lyrics

Aata hai mujhko yaad tera pyar
Rahat hai ye dil mera bekarar
Sapno mein chuma tujhko kai baar
Baho mein teri hi mila karar
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana

Tere bin kuch bhi to na bhaye
Rat ko tadpu neend na aaye
Tujhko chhune ko dil ye lag jaye
Yaad aate hai wo zulfo ke saye
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana

Do pyar karne walo ko kaha
Jeene deta hai beraham jaha
Todkar zulmo ki deeware
Aa basa le pyar ka jaha
Suno tum jaha bhi ho sanam
Tumko meri hai kasam lot aana
Suno wo bita hua kal
Yaad aata hai har pal
Wo zamana main hoon tera deewana
Tu sama main parwana na bhulana
Bhul na jana lot aana
Na bhualna lot jana bhul na jaana.


Tags : Aata Hai Mujhko Yaad song lyrics, hindi songs lyrics, Aata Hai Mujhko Yaad lyrics from movie Purani Haveli (1989), Aata Hai Mujhko Yaad hindi lyrics

Aata Hai Mujhko Yaad Song Youtube Video



Aata Hai Mujhko Yaad DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Purani Haveli (Year - 1989)
Singers : Suresh Wadkar
Song Lyricists : Asha Rani
Music Composer : Ajit Singh
Music Director : Ajit Singh
Director : Shyam Ramsay, Tulsi Ramsay
Music Label : Saregama
Starring : Deepak Parashar, Amita Nangia, Neelam Mehra, Vijay Arora, Tej Sapru, Satish Shah


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]