[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Aadmi Deewana Hai Song Lyrics

Aadmi deewana hai atbar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai
Waqt bhi kabhi kisi ka intzar karta hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Thodi si haqikat hai thoda sa fasana hai
Or kya hai jindagi or kya jamana hai
Aadmi deewana hai deewana hai
Aadmi deewana hai atbar karta hai

Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Aankh kholi ji uthe band ki to mar gaye
Achhe bure sare din ek din gujar gaye
Ek sawari aayi thi ek sawari aayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Jindagi jo layi thi maut leke jayegi
Aadmi deewana hai deewana hai

Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Jine ke liye khushi to bahut jaruri hai
Thoda sa jo gum nahi to har khushi adhuri hai
Ek din marize gum khud masiha ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Dard itna badha gaya ke dard dawa ban gaya
Aadmi deewana hai deewana hai

Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Kya janaja hota hai kya barat hoti hai
Log jama hote hai ek hi bat hoti hai
Panghat se marghat tak sath mela jayega
Jo akela aaya hai aaya hai
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayega
Jo akela aaya hai wo akela jayeg


Tags : Aadmi Deewana Hai song lyrics, hindi songs lyrics, Aadmi Deewana Hai lyrics from movie Prem Tapasya (1983), Aadmi Deewana Hai hindi lyrics

Aadmi Deewana Hai DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Prem Tapasya (Year - 1983)
Singers : Shabbir Kumar
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director : Narayana Rao Dasari
Music Label : Saregama
Starring : Jeetendra, Rekha, Reena Roy, Asha Lata, Prem Chopra, Kader Khan


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]