[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kabhi Hua Nahin Song Lyrics

Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin

Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Thandi thandi aaye bhari
Na kiya tadap ke yaad
Thandi thandi aaye bhari
Na kiya tadap ke yaad
Ek duje ka naam bhi paas
To shaadi ke baad
Kuch puchha nahin
Kuch dhunda nahin
Kuch manga nahin
Kuch jana nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Aise achanak kaise tumne
Pakad liya yeh haath
Pakad liya yeh haath
Mere dil ne maam lee shayad
Tere dil ki baat
Tere dil ki baat
Mujhe pata nahin
O tujhe pata nahin
Dosh mera nahin
Dosh tera nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin

Ho na ho ho na ho
Ho na ho yeh pichhle janam ka
Hoga koi khel hoga koi khel
Aisa lagta hai pehle bhi
Hua tha apna mel
Hua tha apna mel
Kuch socha nahin
Kuch samajha nahin
Na bhi kaha nahin
Ha bhi kaha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin
Dil liya nahin dil diya nahin
Liya nahin diya nahin
Haye kuch kiya nahin
Jiase humne pyar kiya
Yu pyar kisi ne kiya nahin
Kabhi hua nahin
Kabhi dekha nahin
Kahi suna nahin
Kahi padha nahin


Tags : Kabhi Hua Nahin song lyrics, hindi songs lyrics, Kabhi Hua Nahin lyrics from movie Pratibandh (1990), Kabhi Hua Nahin hindi lyrics

Kabhi Hua Nahin Song Youtube Video



Kabhi Hua Nahin DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Pratibandh (Year - 1990)
Singers : Alka Yagnik, Amit Kumar
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director : Ravi Raja Pinisetty
Music Label : Tips Records
Starring : Chiranjeevi, Juhi Chawla, Rami Reddy, J V Somayajulu, Kulbhushan Kharbanda


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]