[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Song Lyrics

Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Khushbu hai is me
Gore gore hatho ki mashaallah
Mahak hai is me
Kali kali julafo ki vallah vallah
Jaldi aaja tu jaha hai
Haye madam tu kaha hai
Kaha hai, kaha hai, kaha hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Chikani chikani in ki wo
Koi guddiya hogi
Ya fir tute danto wali gudiya hogi
Apne darsan ab karana
Ho raha hu mai deewana
Deewana, deewana, deewana
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh

Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Jiski ye shay hai
Uska pata mai kaise janu
Arey itni badi duniya me
Usko kaise dhundu
Log aaye wo na aayi
De raha hu mai duhayi
Duhayi, duhayi, duhayi
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Hai jis ki ye shay
Wo aake pehchane
Nahi to ise le jaye ge begane
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh kho gaya hai
Kisi ka kuchh


Tags : Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai song lyrics, hindi songs lyrics, Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai lyrics from movie Dulhan Ek Raat Ki (1967), Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai hindi lyrics

Kisi Ka Kuchh Kho Gaya Hai Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Dulhan Ek Raat Ki (Year - 1967)
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Raja Mehdi Ali Khan
Music Composer : Madan Mohan Kohli
Music Director : Madan Mohan Kohli
Director : D.D. Kashyap
Music Label : Saregama
Starring : Dharmendra, Nutan, Rehman


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]