[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Bharosa Kar Liya Jis Par Song Lyrics

Bharosa kar liya jis par
Bharosa kar liya jis par
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Usi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi badkar hamara
Rasta roka andhero ne
Kabhi manzil dikhakar
Kabhi manzil dikhakar
Roshani ne humko luta hai
Roshani ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Jo lut te maut ke hatho
To koi gham nahi hota
Sitam is baat ka hai
Sitam is baat ka hai
Zindagi ne humko luta hai
Zindagi ne humko luta hai
Kaha tak naam ginvaye
Sabhi ne humko luta hai
Sabhi ne humko luta hai

Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Humari bebasi muskura
Kar dekhne walo
Tumhare sahar ki ha aa
Tumhare sahar ki
Ek ek gali ne humko luta hai
Har gali ne humko luta hai
Bharosa kar liya jis par
Usi ne hamko luta hai
Usi ne hamko luta hai.


Tags : Bharosa Kar Liya Jis Par song lyrics, hindi songs lyrics, Bharosa Kar Liya Jis Par lyrics from movie Prabhat (1973), Bharosa Kar Liya Jis Par hindi lyrics

Bharosa Kar Liya Jis Par Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Prabhat (Year - 1973)
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Naqsh Lyallpuri
Music Composer : Madan Mohan Kohli
Music Director : Madan Mohan Kohli
Director : Sikandar Khanna
Music Label : Saregama
Starring : heeda, Roopesh Kumar, Kamal Kapoor, Jaya Kaushalaya, Birbal, Shyama, Sunder


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]