[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Shubh Din Aaya Bahar Ka Song Lyrics

Shubh din aaya bahar ka
Ke laga mela ye pyar ka
Machi dhum sare nagar mein
Subh din aaya bahar ka
Machi dhum sare nagar mein
Mili sabko manjil ke ujali hai mahfil
Janab khushi ka diya
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu

Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Man ke hindole me jisko jhulau
Raja kanhaiya mera
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu.


Tags : Shubh Din Aaya Bahar Ka song lyrics, hindi songs lyrics, Shubh Din Aaya Bahar Ka lyrics from movie Phoolon Ki Sej (1964), Shubh Din Aaya Bahar Ka hindi lyrics

Shubh Din Aaya Bahar Ka Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Phoolon Ki Sej (Year - 1964)
Singers : Lata Mangeshkar
Song Lyricists : Hasrat Jaipuri
Music Composer : Penupatruni Adinarayana Rao
Music Director : Penupatruni Adinarayana Rao
Director : Inder Raj Anand
Music Label : Saregama
Starring : Manoj Kumar, Vyjayanthimala, Ashok Kumar


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]