[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Thandi Hawa Sun Song Lyrics

Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina aa haa

Bachpan gaya kab aayi jawaani
Mujhko kasam main ye bhi na jaani
Bachpan gaya kab aayi jawaani
Mujhko kasam main ye bhi na jaani
Kitane baras bite yun bas
Kitane baras bite yun bas
Aankhon mein neendiya lave mein china
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina

Heiraan hone ki ye ghadi hain
Jaane ye duniya kitani badi hain
Heiraan hone ki ye ghadi hain
Jaane ye duniya kitani badi hain
Tauba meri main dar gayi
Tauba meri main dar gayi
Ghabharake maine meech liye naina
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina

Anjaan rastein main hool akeli
Ban jaa pawan tu meri saheli
Anjaan rastein main hool akeli
Ban jaa pawan tu meri saheli
Lamba safar lagata hain dar
Lamba safar lagata hain dar
Lambein safar mein saath mere rehana
Pinjare ko
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina

Thandi hawa sun kaali ghata sun
Thandi hawa sun kaali ghata sun
Kisi ne na kehana
Pinjare ko tod ke udda gayi maina
Pinjare ko tod ke udda gayi maina


Tags : Thandi Hawa Sun song lyrics, hindi songs lyrics, Thandi Hawa Sun lyrics from movie Pehla Pehla Pyar (1994), Thandi Hawa Sun hindi lyrics

Thandi Hawa Sun Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Pehla Pehla Pyar (Year - 1994)
Singers : Alka Yagnik
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Director : Manmohan Singh
Music Label : Venus Records
Starring : Rishi Kapoor, Tabu, Anupam Kher, Gulshan Grover, Radha Seth, Kader Khan, Amrish Puri, Tiku Talsania, Asha Sharma, Mahima, Arun Mathur, Roma Manik, G.P. Singh, Birbal, Dinesh Hingoo, Brahmachari, Gopi Bhalla, Savita Bajaj


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]