[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mere Mann Mein Hai Ram Song Lyrics

Aaj wahi hai kan kan mein ram
Yug jayenge yug aayenge
Amar rahega prabhu ka pyar

Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram
Mere naino ki nagariya
Mein ram hai
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram
Mere naino ki nagariya
Mein ram hai
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram

Meri naiya ke khivaiya
Sanso ke swami
Meri naiya ke khivaiya
Naiya ke khivaiya
Kan kan mein hai ram
Kan kan mein hai ram
Tripwan mein hai ram
Nile rab ki atariya mein ram hai
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram

Jaha kahi dekho
Wahi ram ki hai maya
Jaha kahi dekho
Wahi ram ki hai maya
Sab hi ke saath shri ram ji ki chhaya
Sab hi ke saath shri ram ji ki chhaya
Ram ji ki chhaya sumiran mein hai ram
Sumiran mein hai ram
Darshan mein hai ram
Mere mann ki muraliya mein ram hai
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram
Mere naino ki nagariya
Mein ram hai
Mere mann mein hai ram
Mere tan mein hai ram

Raghupati ragha raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram
Raghupati raghav raja ram
Patit pawan sita ram


Tags : Mere Mann Mein Hai Ram song lyrics, hindi songs lyrics, Mere Mann Mein Hai Ram lyrics from movie Pawan Putra Hanuman (1957), Mere Mann Mein Hai Ram hindi lyrics

Mere Mann Mein Hai Ram Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Pawan Putra Hanuman (Year - 1957)
Singers : Mohammed Rafi
Song Lyricists : Saraswati Kumar Deepak
Music Composer : Chitragupta Shrivastava
Music Director : Chitragupta Shrivastava
Director : Babubhai Mistri
Music Label : Saregama
Starring : S. N. Tripathi, Mahipal, Anita Guha, B. M. Vyas, Krishan Kumari, Amirbai Karnataki


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]