[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Pyar To Hota Hai Pyar Song Lyrics

Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Har saans mein
Ab teri baat hai
Meri zindagi ab
Mere saath hai
Tu ban gayi
Hai zaroorat meri
Tere liye hai mohabbat meri
Maine sunaa isko tune sunaa
Ye ishq hai dhadkanon ki sadaa
Dil pe chhaya
Hai iskaa khumaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Sun mere yara yara yaa raa
Sun mere yara yara yaa raa

Aisaa kabhi pahle
Hota na thaa
Meraa chain to
Aise khota na thaa
Kaise huyi aisi haalat meri
Paagal banaati hai chaahat teri
Tujhko khabar na
Mujhe thaa pataa
Is dard ki na koi hai davaa
Ham to rahne lage beqraar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar

Na shahar mein huaa
Na hi ghar mein huaa
Pyaar to bas huaa
Ik nazar mein huaa
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar


Tags : Pyar To Hota Hai Pyar song lyrics, hindi songs lyrics, Pyar To Hota Hai Pyar lyrics from movie Parwana (2003), Pyar To Hota Hai Pyar hindi lyrics

Pyar To Hota Hai Pyar Song Youtube Video



Pyar To Hota Hai Pyar DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Parwana (Year - 2003)
Singers : Alka Yagnik, Udit Narayan
Song Lyricists : Afsar (Mir Afsar Ali), Sameer
Music Composer : Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Music Director : Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Director : Deepak Bahry
Music Label : Saregama
Starring : Ajay Devgan, Amisha Patel


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]