[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Zindagi Ek Dard Hain Song Lyrics

Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain
Isse dawa ka kaam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Ek ghulshan hain ye duniya
Ye zamee ye aasmaan
Phool chunkar log kaante
Phenk dete hain yahan
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Phool se behtar hain woh
Kaanta jo daaman thaa le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain

Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Iss jahan mein kyaa nahin
Insaan ko karna pada
Jism jee se juda is
Jaan ko karna pada
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Waqt na aaye kisi par
Ye khuda ka naam le
Haske apne sar pe duniya
Bhar ke tu ilzaaam le
Zindagi ek dard hain


Tags : Zindagi Ek Dard Hain song lyrics, hindi songs lyrics, Zindagi Ek Dard Hain lyrics from movie Parivaar (1987), Zindagi Ek Dard Hain hindi lyrics

Zindagi Ek Dard Hain Song Youtube Video



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Parivaar (Year - 1987)
Singers : Neil Nitin Mukesh
Song Lyricists : Anand Bakshi
Music Composer : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Director : Shashilal K. Nair
Music Label : Venus Records
Starring : Mithun Chakraborty, Meenakshi Sheshadri, Shakti Kapoor, Baby Guddu, Master Makrand, Aruna Irani, Anoop Kumar Vikram Gokhale, Mukri, Johnny Lever, Vikas Anand, Raj Tilak, Beena Banerjee, Shashi Kiran, K.K. Raj, Sunil Dhawan, Jayant Dave, Jagdeep, Sadhana Singh, Jaani The Wonder Dog, Savithri the Monkey


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]