[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Saathi Janam Maran Ka Tu Song Lyrics

Saathi janam maran ka tu
Saathi janam maran ka tu
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Kadam kadam par
Duniya mein
Saathi janam maran ka tu

Sobha mere ghar ke hai
Ronak duniya bhar ki hai
Ronak duniya bhar ki hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu

Tujhse sukh jee ka
Tujh bin jag fika
Tujh bin jeena kya
Tu mera main tera re
Tu mera main tera re
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu

Man ki khushiyo ke
Moti aur heere
Pag pag par bikhre
Man phoola jag bhula re
Man phoola jag bhula re
Janam maran ka sathi tu hai
Janam maran ka sathi tu hai
Saathi janam maran ka tu
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Kadam kadam par
Duniya mein ha
Saathi janam maran ka tu


Tags : Saathi Janam Maran Ka Tu song lyrics, hindi songs lyrics, Saathi Janam Maran Ka Tu lyrics from movie Padosi (1941), Saathi Janam Maran Ka Tu hindi lyrics

Saathi Janam Maran Ka Tu Song Youtube Video



Saathi Janam Maran Ka Tu DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Padosi (Year - 1941)
Singers : Balwant Singh
Song Lyricists : Pandit Sudarshan
Music Composer : Master Krishnarao
Music Director : Master Krishnarao
Director : Rajaram Vankudre Shantaram
Music Label : Young India Records
Starring : Mazhar Khan, Gajanan Jagirdar, Anees Khatoon, Mulia


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]