[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Meri Duniya Mein Aana Song Lyrics

Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam

Tere khayaalo mein khoyi rahu,
Abb toh main shaamo sahar
Tanaha rahu ya rahu bhid mein
Dhundhe tujhe hi nazar
Tere khayaalo mein khoyi rahu,
Abb toh main shaamo sahar
Tanaha rahu ya rahu bhid mein
Dhundhe tujhe hi najar
Abb tere bin dil lagata nahin
Abb tere bin dil lagata nahin
Main kya karun
Main kya karun
Nazaro mein basaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam

Tere mere darmiya dilruba
Abb pyaar hi pyaar ho
Dekhu falak chaahe dekhu
Zameen tera hi didar ho
Tere mere darmiya dilruba
Abb pyaar hi pyaar ho
Dekhu falak chaahe dekhu
Zameen tera hi didar ho
Marke na chhute aise teri
Marke na chhute aise
Teri baahe dharu
Main kya karun

Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam
Meri duniya mein aana,
Na jaana kabhi phir sanam
Mujhe apna banaana,
Na jaana kabhi phir sanam


Tags : Meri Duniya Mein Aana song lyrics, hindi songs lyrics, Meri Duniya Mein Aana lyrics from movie Paayal (1992), Meri Duniya Mein Aana hindi lyrics

Meri Duniya Mein Aana Song Youtube Video



Meri Duniya Mein Aana DailyMotion Video Song



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Paayal (Year - 1992)
Singers : Kumar Sanu, Sadhana Sargam
Song Lyricists : Sameer
Music Composer : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director : Mahendra Shah
Music Label : Music Bank
Starring : Himalaya, Bhagyashree, Farida Jalal, Anu Kapoor, Tiku Talsania, Shakti Kapoor, Ishrat Ali


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]