[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Baba Man Ki Aankhein Khol Song Lyrics

Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol

Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Pal mein tola pal mein maasha
Pal mein tola pal mein maasha
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Baba man ki aankhein khol

Gala kitna pyaara hai
Itna acha gaana kabhi suna hai
Kaisi dard bhari aawaaz hai

Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Jag mein tera wo hitkaari
Jag mein tera wo hitkaari
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Dhoop (Year - 2003)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]