Allah Maaf Kare Song Lyrics

Tauba tauba tere pyaar mein
Lutt gaya iqraar mein

Tujhse mohabbat ho gayi,
Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi,
Allah maaf kare oo
Tujhse mohabbat ho gayi,
Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi,
Allah maaf kare

Dekha tujhe toh saansein ruk gayi
Sajde mein yeh aankhein jhuk gayi
Teri ibaadat ho gayi, allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi, allah maaf kare

Tauba tauba tere pyaar mein
Lutt gaya iqraar mein

Yeh din jawani ke dil ki kahani ke
Aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein,
Apne sawaalon mein
Uljha sa jaata hoon main
Yeh din jawani ke dil ki kahani ke
Aise bitaata hoon main
Tere khayalon mein,
Apne sawaalon mein
Uljha sa jaata hoon main

Ho ladte ladte aankhein lad gayi
Dil ki baatein aagey badh gayi
Thodi shararat ho gayi,
Allah maaf kare
Meri toh sudh-budh kho gayi,
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, allah

Maana zamaana yeh deta hai taana,
Yeh thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon,
Aisa ya waisa hoon,
Ab toh tumhara hoon main
Maana zamaana yeh deta hai taana,
Yeh thoda awaara hoon mein
Jo bhi hoon jaisa hoon,
Aisa ya waisa hoon,
Ab toh tumhara hoon main

Ho aate jaate dekhoon tujhko
Jaane hua hai yeh kya mujhko

Sabse baghawat ho gayi,
Allah maaf kare
Saari sharafat kho gayi,
Allah maaf kare
Tujhse mohabbat ho gayi, allah

Aye tujhse mohabbat ho gayi,
Allah maaf kare
Tauba qayamat ho gayi,
Allah maaf kare
Tauba tauba tere tu lutt gaya
Tauba tauba tere tu lutt gaya.Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Desi Boyz (Year - 2011)