[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Raham Na Khana Song Lyrics

Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Jhoothaa saadhu pahan ke aaya
Dayaa dharam ka banaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana

Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Isi raham ne tumko mitaayaa
Raaj paat sab apnaa ganwaaya
Khaan me poori aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Khaan me koi aan baan ho
Daas bane hai ranaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana

Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Dukhiya durbal chheen le roti
Haath marod kar chheen le roti
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Bheekh maangkar jeene se to
Achha hai mar janaa
Hai makkaar zamana
Raham na khana
Raham na khana
Raham na khana
Hai makkaar zamana
Hai makkaar zamana
Raham na khana.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Roti (Year - 1942)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]