[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Woh Mujhe Yaad Aaya Song Lyrics

Woh mujhe yaad aaya
Woh mujhe yaad aaya
Jitna bhi main ne uss ko bhulaaya
Jitna bhi main ne uss ko bhulaaya
Wo mujhe yaad aaya

Bholi surat,jhoti batain
Roog bani hain wo mulaqatain
Kab chaurain gi daman mera
Bitay din aur bitin ratain
Yadain ban jaayayin saaya
Wo mujhe yaad aaya

Bhool ja ay dil uss bewafa ko
Bhool ja ay dil uss bewafa ko
Wo tou aik bay aanch dhuaan tha
Uss kay dil main pyar kahan tha
Tou ne aik bay dard ki khatir
Tou ne aik baydard ki khatir
Apna qarar gawaaya.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Roshni (Year - 1949)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]