[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ab To Aisa Lagta Hai Song Lyrics

Ab to aisa lagta hai
Tum is jeevan mein nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Naya janam lunga
Ab to aisa lagta hai
Tum is jeevan mein nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Naya janam lunga

Charo taraf andhiyara
Sujhe na koi kinara
Jab se chuta sahara
Firta hu mara mara
Firta hu mara mara mara mara
Ab to aisa lagta hai
Tum is jivan me nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Ha naya janam lunga

Kitni baar pukara
Dikhe na mera sahara
Batke man bechara
Dundh thaka jag sara
Dundh thaka jag sara
Sara sara sara
Ab to aisa lagta hai
Tum is jeevan mein nahi milogi
Tumhe dhundne fir se dobara
Naya janam lunga
Ha naya janam lunga.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Roop Sundari (Year - 1964)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]