[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Meri Nigah Mein Song Lyrics

Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki,
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai

Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Labo pe aapke aaye na
Aaye naam mera
Labo pe aapke aaye na
Aaye naam mera
Mere labo pe dua banke
Aap rahte hai
Mere labo pe dua banke
Aap rahte hai
Ha kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Jamana sadiyo se
Jiski talash karta hai
Jamana sadiyo se
Jiski talash karta hai
Usi khushi ka pata banke
Aap rahte hai
Usi khushi ka pata banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai

Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
Safar ki dhup mein jab
Chhon ki tamanna ho
To mere sath ghata banke
Aap rahte hai
To mere sath ghata banke
Aap rahte hai
Kasam khuda ki
Kasam khuda ki
Khuda banke aap rahte hai
Meri nigah mein kya banke
Aap rahte hai
Aap rahte hai.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Veergati (Year - 1995)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]