[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Sun Sun Maanush Bhai Song Lyrics

Sun sun sun maanush bhai
Sun sun sun maanush bhai
Sabse upar tu hi bhakat
Tujhme sabki kamai
Sabse upar tu hi bhakat
Tujhme sabki kamai
Sun sun sun maanush bhai

Tujhme baste hai narayan
Tu basta hai narayan me
Narayan mein
Bol bawre dhund raha kyu
Phir tu dharti or gagan me
Hari narayan wo nam balas chalai re
Sun sun sun maanush bhai

Sabme ek lahu ki dhara
Sabme ek sans lahrati
Unch nich ki jwala hai
Nar narayan ko chali jalari chal jalati
Bhed bhaw ki kali badli
Manawta pe chayi re
Sun sun sun maanush bhai

Jisne tan man ke tukdo se
Rachi teri ye sundar kaya
Jisne tan man ke tukdo se
Rachi teri ye sundar kaya
Apne aap bana pathar ka
Dekar apni mamta maya
Dekar apni mamta maya
Sabko kiya kamal jagat mein
Dekar ke parbhu tali

Sun sun sun maanush bhai
Sun sun sun maanush bhai
Sabse upar tu hi bhakat
Tujhme sabki kamai
Sabse upar tu hi bhakat
Tujhme sabki kamai
Sun sun sun maanush bhai.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Rami Dhoban (Year - 1953)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]