[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Karte Hain Dil Se Song Lyrics

Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah

Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah

Ik aapka tassavur
Bas aapka khayaal
Phir hain dooriyaan
Yehi mujhko hai ek malaal
Jaane milega mujhko ab
Karaar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah

Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah

O ho ho o ho
O ho ho o ho
Ho ho ho

Yeh aapko paane ko
Machalta hai har ghadi
Pehlu mere seene main
Badalta hai har ghadi
Samjhaaye koi dil ko mere
Har baar kis tarah
Hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah

Ho hai kashmakash
Karein magar
Izhaar kis tarah
Karte hain dil se aapko
Hum pyaar kis tarah.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Rajdhani Express (Year - 2013)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]