[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Gaaoon Khushi Mein Gaaoon Song Lyrics

Gaaoon khushi mein gaaoon
Gaaoon khushi mein gaaoon
Har gham ko mitau
Har gham ko mitau
Roto ko hasau
Jo mujhko bhulaye
Main paas na jau
Main paas na jau
Kuch aur satau
Gaaoon khushi mein gaaoon
Gaaoon khushi mein gaaoon
Gaaoon

Duniya ki kahani sun meri jubani
Duniya ki kahani sun meri jubani
Gham dil ka budapa
Gham dil ka budapa
Khushiya jawani
Khushiya jawani
Phir kyo na main gaaoon gaaoon
Gaaoon khushi mein gaaoon
Gaaoon khushi mein gaaoon.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Najma (Year - 1943)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]