[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Mujhko Jeene Ki Toh Song Lyrics

Mujhko jine ki toh dua sabhi dete
Mujhko jine ki toh dua sabhi dete
Dil ki dawa nahi aata koi leke
Logwa kahe mujhe jahar nahi dete
Jakhmi jiya fire kaha kaha leke
Mujhko jine ki toh dua sabhi dete

Ab ye madal ye dhun ye tarana
Ab ye madal ye dhun ye tarana
Mujhko lage na kuchh bhi suhana
Mujhko lage na kuchh bhi suhana
Man begana toh jag hai begana
O re sajaniya bataye ye deewana
Jakhmi jiya fire
Jakhmi jiya haye
Jakhmi jiya fire kaha kaha leke
Logwa kahe mujhe jahar nahi dete

Sajni bin hai najar meri pyasi
Sajni bin hai najar meri pyasi
Us bin jaye na jiya ki udasi
Us bin jaye na jiya ki udasi
Ab ye jivan gale ki hai fasi
Tute fanda na nikle re jiyra
Mar mar jina mera
Mar mar jina haye haye
Mar mar jina mera haye koi dekhe
Logwa kahe mujhe jahar nahi dete
Dil ki dawa nahi aata koi leke
Mujhko jine ki to dua sabhi dete
Jakhmi jiya fire kaha kaha leke.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Naach Uthe Sansaar (Year - 1976)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]