[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Jaa Sanam Mujhko Hai Song Lyrics

Jaa sanam mujhko hai
Pyaar pe aitbaar
Main karungi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai
Pyaar pe aitbaar
Main karungi tera intezaar
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga
Jaa sanam mujhko hai
Pyaar pe aitbaar
Main karungi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai
Pyaar pe aitbaar
Main karungi tera intezaar
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga

Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tumse hi thi meri zindagi
Lekin yeh kya hua
Tumbin bhi main ji raha hun
Main kaisa hun bewafa
Jaa sanam aayi phir
Laut ke yeh bahaar
Main karungi tera intezaar
Jaa sanam mujhko hai
Pyaar pe aitbaar
Main karungi tera intezaar
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga

Shayad kabhi kahin
Tum me meri mile khabar
Shayad kabhi kahin
Tum me meri mile khabar
Kar lena yaad bas mujhe
Mumkin ho yeh agar
Jaa sanam tere saath
Meri jaan hai meri aaj
Main karungi tera intezaar
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga
Main itni dur chala jaaunga
Tujhe yaad bhi na aaunga
Yeh baat hai aur janam ke
Tujhe main bhul na paaunga.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Na Tum Jaano Na Hum (Year - 2002)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]