[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kajra Na Dekhe Song Lyrics

Kajra na dekhe gajra na dekhe
Hoga jarur nadan ya beiman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe
Hoga jarur nadan ya beiman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe

Dard hamare dil ka na jane
Ho agar pyar me hum diwane
Dard hamare dil ka na jane
Ho agar pyar me hum diwane
Dil ko pukare na samjhe ishare
Kaisa mila hai anjan balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe
Hoga jarur nadan ya beiman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe

Aankh se aankh mila kar dekha
Ghunghat bhi sarka kar dekha
Aankh se aankh mila kar dekha
Ghunghat bhi sarka kar dekha
Chup chup rahe wo kuch bhi na kahe
Aaya kaha se bujuban balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe
Hoga jarur nadan ya beiman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe

Preet bhare do bol na bole
Dwar kabhi dil ke na khole
Preet bhare do bol na bole
Dwar kabhi dil ke na khole
Pas na aaye najar na milaye
Jane na mere arman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe
Hoga jarur nadan ya beiman balma
Kajra na dekhe gajra na dekhe.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Suhag Sindoor (Year - 1961)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]