[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kartab Hai Balwan Jagat Me Song Lyrics

Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan
Kartab hai balwan jagat mein
Kartab hai balwan

Ik din janta ne sita par
Jhuth kalank lagaya
Ram chandar ne pran priya ko
Wanvasini banaya
Kartab ke aage mamata ka
Hua maha balidan
Hua maha balidan
Jagat mein kartab hai balwan

Saty wadi the haris chandar
Jo raja se ban gaye rank
Aur harijan hath bikaye
Daso ke das kahaye
Kintu saty pe atal rahe
Paya jag mein samman
Jagat mein kartab hai balwan.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Shri Ganesh Mahima (Year - 1950)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]