[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Tumhe Main Agar Apna Song Lyrics

Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak

Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak

Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak

Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak

Yahaan har qadam par nayi dilkashi hai
Kahaan tak tumhara bharosa karoon main

Yahaan har qadam par nayi dilkashi hai
Kahaan tak tumhara bharosa karoon main

Dua hai ke benoor ho jaayein aankhein
Kisi aur ki jo tamanna karoon main

Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak

Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak

Salaamat hain jab tak ye zulfon ke saaye
To phir kisako jannat ka aramaan hoga

Salaamat hain jab tak ye zulfon ke saaye
To phir kisako jannat ka aramaan hoga

Tumhare hi qadamon mein marana hua
To ye marana muje kitana aasaan hoga

Tumhe main agar apna saathi bana loon
Bata do mera saath doge kahaan tak

Zameen se jahaan aasamaan mil raha hai
Na chhodenge daaman tumhara vahaan tak.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Shatranj (Year - 1969)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]