[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Sawan Barasta Hain Song Lyrics

Aaya sawan, aaya sawan
Aaya sawan, aaya sawan

Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Tumse milane ko
Tumse milte hi
Tumse milane ko
Tumse milte hi
Ye dil tarasata hain
Ye dil tarasata hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Aaya sawan, aaya sawan
Aaya sawan, aaya sawan

Thahar thahar jage man mein
Lahar koyi thar thar tan kape aise
Laher laher par bin
Majhi ke naiya dole jaise
Jhum ke badal ghire
Tut ke barsi ghata
Chum ke bhiga badan
Chhede ye thandi hawa
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain

Tumse milane ko
Tumse milte hi
Tumse milane ko
Tumse milte hi
Ye dil tarasata hain
Ye dil tarasata hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain
Aaya sawan, aaya sawan
Aaya sawan, aaya sawan

Taras taras gaye kitane baras
Yaha tab hain ye badal barse
Badhati jaye man ki dhadakan
Dekh na pyasi nazar se

Taras taras gaye kitane baras
Yaha tab hain ye badal barse
Badhati jaye man ki dhadakan
Dekh na pyasi nazar se
Pyar ki pyas bade
Jab bhi jawani mein
Ji chahe jal jau
Barakha ke pani mein
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain

Tumse milane ko
Tumse milte hi
Tumse milane ko
Tumse milte hi
Ye dil tarasata hain
Ye dil tarasata hain
Sawan barasta hain
Sawan barasta hain.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Shandaar (Year - 1990)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]