[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Jab Tak Khada Himalay Song Lyrics

Jab tak khada himalya hai
Jab tak ganga mein pani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani

Ek sati sita thi
Jiske naam ko kare parnam
Pati ki agya maan ke jiske
Choda ayodya dham
Garabh mein balak
Parbhu hi palak
Kaha kare vishram
Ban ko viyogan chali ramakar
Rom rom mein ram
Lagi bitane din kutiya mein
Vo mahalo ki rani
Amar rahegi is jag mein
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Satiyo ki amar kahani
Amar kahani, amar kahani.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Sati Vaishalini (Year - 1959)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]