[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kas Ke Kamar Hoja Taiyar Song Lyrics

Kas ke kamar hoja
Taiyar hoja taiyar
Kas ke kamar hoja
Taiyar hoja taiyar
Karna hoga beda par
Is par ya us par
Kas ke kamar hoja
Taiyar hoja taiyar

Kathin hai jeevan ka sangram
Thame chale himmat se kam
Isi se jite hai ye dam
Na ha jinde badi badi
Padegi jhar par chal parmar
Na ghabra meri sarkar
Karna hoga beda par
Is par ya us par
Kas ke kamar hoja
Taiyar hoja taiyar

Yaha sajate hai bojhar
Ek teer talwar
Yaha sajate hai bojhar
Ek teer talwar
Milenge ladkar ghadi ghadi
Milenge ladkar ghadi ghadi
Kabhi jeet ho kabhi har
Karna hoga beda par
Is par ya us par
Kas ke kamar hoja
Taiyar hoja taiyar.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Sangram (Year - 1950)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]