[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Nazar Jidher Jidher Jaaye Song Lyrics

Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye

Dard jigar me hota hai aur jara aur jara hone de
Khone lagi mai khwaabo mein
Mujhako jara julfo tale sone de
Pyaar ki raah me behake behake kadam
Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Nazar jidhar jidhar jaye
Udhar tu hi nazar aaye
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye

Bol teraa pyaar kesa hai,
Dekh jara dekh meri aankho me
Kaun tere pass rehata hai,
Tu hai subah shaam meri saanso me
Jindagi bhar kabhi naa juda honge ham
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye
Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye

Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Yeh mere ishk ki inteha hai sanam
Nazar jidhar jidhar jaaye,
Udhar tu hi nazar aaye
Jiya jaaye bina tere abb nahi jiya jaaye.

Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Saajan Ka Ghar (Year - 1994)

[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]