[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ab Hum Hain Song Lyrics

Ab hum hain aur tanhai hain
Un yaado ki parchhai hain
Haatho se haath jo chhut gaya
Wo pyar ka nata tut gaya
Apna hi koi ek sapna
Saare sapno ko lut gaya
Ab hum hain aur tanhai hain
Un yaado ki parchhai hain
Sifr parchhai hain tanhai hain
Tanhai hain
Ab hum hain aur tanhai hain
Un yaado ki parchhai hain
Humdum dum mein dum
Hai agar dum badam
Humdum dum mein dum
Hai agar dum badam.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Hum Dum (Year - 2005)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]