[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Koi Matwala Aaya Song Lyrics

Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware

Kya mann usake mai kya janu
Chhaliya ko mai kya pehachanu
Jane kyon meraa nam pukare
Jane kyon meraa nam pukare
Koi matvala aaya mere dware
Aknhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware

Jab se gaya hai bhola bachpan
Nena chanchal natkhat hai man
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Abb nahi kuchh bhi bas me hamare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare

Koi matvala aaya mere dware
Raat raat bhar nind na aaye
Bin chahe vo yaad aajaye
Kantu ratiya gin gin tare
Kantu ratiya gin gin tare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Ankhiyo se kar gaya ajab ishare
Koi matvala aaya mere dware
Koi matvala aaya mere dware.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Love In Tokyo (Year - 1966)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]