[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Jeena Toh Hai Song Lyrics

Jina to hai par aye dil kaha
Jina to hai par aye dil kaha
Arey baithu to nahi milti hai zami
Mai udana chahu to hai dur aasma
Naraz koi na koi meharba
Na kahi koi bijli na koi aashiya
Naraz koi na koi meharba
Na kahi koi bijli na koi aashiya
Arey baithu to nahi milti hai zami
Mai udana chahu to hai dur aasma
Jina to hai par aye dil kaha

Jalta hai badan kahi saya nahi
Kisi aanchal ke badle hai sulgata dhuya
Jalta hai badan kahi saya nahi
Kisi aanchal ke badle hai sulgata dhuya
Arey baithu to nahi milti hai zami
Mai udana chahu to hai dur aasma
Jina to hai par aye dil kaha
Jina to hai par aye dil kaha.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Daulat Ke Dushman (Year - 1983)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]