[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Aap Jaisa Koi Meri Zindagi Mein Aaye Song Lyrics

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye

Phul ko bahaar
Bahaar ko chaman
Dil ko dil badan ko badan
Har kisiko chahiye tan ka milan
Kash mujh par aisa
Dil aapka bhi aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye

Maein insaan hun farishta nahin
Dar hai behak na jaun kahin
Tanha dil na sambhlega
Pyar bina yeh tadpega
Aapsa kahan hai dil
Aapko hi paaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye

Haan aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye

Aap jaisa koi meri
Zindagi mein aaye
To baat ban jaaye
Haan haan baat ban jaaye
Haan aa haan aa haan aa
Haan baat ban jaaye
Ho o ho o ho o
Haan baat ban jaaye
Haan aa haan aa haan aa
Haan haan baat ban jaaye.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Qurbani (Year - 1980)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]