[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Yaar Mera Kho Gaya Song Lyrics

Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya

Wo nazar yaar ki
Jab tak na awaz de
Pyar ka geet
Wo hotho pe kaise saje
Wo nazar yaar ki
Jab tak na awaz de
Pyar ka geet
Wo hotho pe kaise saje

Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya

Raat din asko ki
Barsaat hain zindagi
Bin tere dard ki saugat
Ha zindagi he he he
Raat din asko ki
Barsaat hain zindagi
Bin tere dard ki saugat
Ha zindagi he he he

Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya

Dard ke dayre
Had se gujarne lage
Palko se tut ke
Nagme bikharne alge
Pyar ka rahnuma
Kis mod pe kho gaya
Dekhte dekhte
Sab kuch dhua ho gaya

Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Dil mein hain
Tu jaan mein hain tu
Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya
Yaar yaar mera kho gaya
Pyar pyar mera kho gaya
Yaar yaar mera kho gaya
Pyar pyar mera kho gaya
Yaar mera kho gaya
Pyar mera kho gaya.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Dance Dance (Year - 1987)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]