[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Chakori Ka Chanda Song Lyrics

Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar
Pyari pyari aankho pe
Aankhe nisar
Aankhe nisar aankhe nisar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar

Yeh raate suhaani
Yeh pyara sama
Yeh raate suhaani
Yeh pyara sama
Mohabbat deewani
Umage javaan
Mohabbat deewani
Umage javaan
Chhin liya aankho ne
Dil ka karar
Dil ka karar dil ka karar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar

Lagan se teri hoke
Main chur chur
Jalu apni hi aag
Mein dur dur dur dur
Chhote se mere
Dil mein armaan hazaar
Armaan hazaar armaan hazaar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar

Wafa tum karoge
Na manege hum
Humare ho tum
Kaho khake kasam
Hasino ke wado ka kya aitbaar
Kya aitbaar kya aitbaar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar
Chakori ka chanda se pyar.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Daman (Year - 1951)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]