[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kabhi Khili Song Lyrics

Lapte thi bijli thi dil mein
Unse jab jab najre mili
Kitni hi baate chaha
Kahna lekin juba na khuli
Kitni hi baate chaha
Kahna lekin juba na khuli
Dil mein chupa raha dil ka pyar
Yahi to hai duniya yahi hai sansar

Kabhi khili dil ki kali
Gum ki bhi hawa chali
Kabhi fiza kabhi bahar
Yahi to hai duniya
Yahi hai sansar
Koi nahi chhota yaha
Koi nahi bada yaha.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Garibi Hatao (Year - 1973)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]