[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Ab Maine Jana Hai Song Lyrics

Ab maine jana hai
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana hai

Ham agar jaante ki
Ishq dard deta hai
To bhala kis liye
Iss marz ka sauda karte
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana
Prem bana ab dil ki bedi
Prem bana ab dil ki bedi
Jo zewar mana hai
Jo zewar mana hai
Ab maine jana hai

Ishq aur dil
Ishq aur dil hilmil ke
Dosti mein ek huye
Dil se gar ishq nikaale
To dil bhi jata hai
Ab maine jana hai
Haay prem kya hai
Haay prem kya hai
Ab maine jana hai.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Amar Jyoti (Year - 1936)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]