Suno sunate hai hum ab hum tumko Ek sati ki adbhut gatha… Jis ko sun kar naari jaati ka Hoga uncha maatha Isse tumko pata lagega Pyaare bhaio baheno Aaj ka bharat kyaa hai Aur kal kaa bharat kyaa tha.