[pro_ad_display_adzone id=69]
[pro_ad_display_adzone id=63331]

Kitna Meetha Hota Hai Song Lyrics

Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana
Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana
Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana

Kya yahi hai wo ada jisme haya ka hai surur
Kya yahi hai wo nasha jisme hazaro dil hai chur
Kya yahi jo dil mein rahkar bhi hai dil se dur dur
Kya iski jyot se faila mera naine noor
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana
Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana

Kya yahi hai wo nigah jispe fida andaj hai
Kya yahi hai wo sada jispar wafa ko naaz hai
Kya rasilo geeto ka surila saaz hai
Kya duniya ki khushiyo ka ye suhana raaz hai
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana
Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana
Kitna mitha hota hai kitna pyara hota hai
Kisi ke pyar mein kho jana, kho jana
Kisi ka ho jana, kisi ka ho jana.



Hide Comments
Show Comments
Movie/Album : Teen Batti Char Raasta (Year - 1953)


[pro_ad_display_adzone id=49020]
[pro_ad_display_adzone id=49017]